Ganesh Aarti (Jai Ganesh Deva)
जय गणेश जय गणेश, जय गणेश देवा। माता जाकी पार्वती, पिता महादेवा॥
Jai Ganesh jai Ganesh, jai Ganesh deva. Mata jaaki Parvati, pita Mahadeva.
एक दंत दयावंत, चार भुजा धारी। माथे पर तिलक सोहे, मूसे की सवारी॥
Ek dant dayavant, chaar bhuja dhaari. Maathe par tilak sohe, moose ki sawaari.
पान चढ़े फूल चढ़े, और चढ़े मेवा। लड्डुअन का भोग लगे, संत करें सेवा॥
Paan chadhe phool chadhe, aur chadhe meva. Ladduan ka bhog lage, sant karein seva.
अंधन को आँख देत, कोढ़िन को काया। बाँझन को पुत्र देत, निर्धन को माया॥
Andhan ko aankh det, kodhin ko kaaya. Baanjhan ko putra det, nirdhan ko maaya.
'सूर' श्याम शरण आए, सफल कीजे सेवा। माता जाकी पार्वती, पिता महादेवा॥
'Sur' Shyam sharan aaye, safal keeje seva. Mata jaaki Parvati, pita Mahadeva.
दीनन की लाज रखो, शंभु सुतकारी। कामना को पूर्ण करो, जाऊँ बलिहारी॥
Deenan ki laaj rakho, Shambhu sutkaari. Kaamna ko poorn karo, jaaun balihaari.
जय गणेश जय गणेश, जय गणेश देवा। माता जाकी पार्वती, पिता महादेवा॥
Jai Ganesh jai Ganesh, jai Ganesh deva. Mata jaaki Parvati, pita Mahadeva.
App mein kisi bhi guruji se chat mein maangiye, aur jaap mala har jaap par tap karte hi ginti karti hai.
Jyotish rujhaan batata hai, nishchay nahi.